Details

Abhi tou raat hay

Website
Visit Website
Description
This book contains collection of single act stage dramas by Anees Javed. He is a very famous and honoured indian drama writer, director, scene and dialogue writer. He and his work won many literary medals and awards including best drama, best drama writing and best director. Follwing Dramas are included in this book:

Sumander khamosh hay, mein aatank wadi hooN, dunia pagal hay, do gaz zameen, abhi tou raat hay.
Rating
  • 65.8/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
3.29/5 based on 17 votes.
Ownership webmaster
Views 25070 views, 1 incoming clicks. Averaging 4 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 1
Related Listings
Similar Listings
Sab Theek Hay
Pahar mujhe bulata hay
Mosam Gul heran khaRa hay
Chahat Ka Hay Safar
Naddi
Submission Date 02:07:2006

Comments on Abhi tou raat hay

Guest
Avatar Guest
Posted 04:24:2011 - 00:21:16:

smiling face wink :P mad rolling eyes disapproval shocked confused grin nodraised eyebrow
Prety
Avatar Prety
Posted 11:20:2009 - 17:27:35:

Hi!
Friends I'm new here and enjoying here.sticking out tongue
It is already a good site. Well, i don't read what u people talking about and who is this Anis Javed Sahab. As far as I think u all r fighting on something.shocked
Right?
nod

fatima
Avatar fatima
Posted 11:11:2009 - 18:09:01:

main nay sirf samandar khamosh hai parha hai. i wana reat rest of the book. plz help me
rimsha
Avatar rimsha
Posted 11:22:2007 - 22:14:10:

salam !

yeh web site bohat achih!
jis ne bhi banaye h
bohat khubsurati se likhe h !




Amer Ravid
Avatar Amer Ravid
Posted 06:15:2007 - 13:04:46:

This is very nice drama.......bcz drama is drama.....so keep writing drama....as by writing drama tm bn jao gay gama.........
THEATRE LOVER
Avatar THEATRE LOVER
Posted 06:15:2007 - 02:08:16:

URDU MAIN GINTI KE CHAND DRAMA NAVEES HAIN AUR WOH BHI AAPAS MAIN LAD RAHE HAIN MUJHE LAGTA HAIN IN LADAKOO DRAMA NIGARON PER EK DRAMA LIKHA JAANA CHAHIYE AUR KAMAAL KI BAAT HAI DONO HI KOI AMLI KADAM NAHI UTHA RAHE HAIN DONO HI URDU DRAMA NAZRIN KE LIYE KUCH BHI NAHI KER RAHE HAIN MAZA TO AATA KE YEH LOG BAAQAYEDGI SE DRAMA KERTE AUR URDU DRAMON KI KHIDMAT KERTE.
Aslam Ansari
Avatar Aslam Ansari
6 of 8 people found this comment helpful
Posted 01:09:2007 - 21:10:00:

Aftaab Hasnain keh liye Anis Javed ne apne comment mein jo nazeba kalmaat kahe hain uss se un ki zehniyat ka andaza hota hai. Un keh har lafz mein jalan, hasad aur frustration hai. Comment karne se pehle unhein dus baar sochna chahiye tha keh woh comment kis shaksiyat per kar rahe hain ? Kuja Anis Javed jo ek kitaab le kar maidaan mein koodey aur mar-khap gaye aur kuja Aftaab Hasnain jinhon ne adab-e-atfal aur dramon ke adab ko jila bakhshi hai aur kayee be-misaal tasaneef di hain.
Anis Javed shayad yeh samajh baithhe keh, -gaaliyaan de kar woh taaliyaan batoreingey!-
Kitaab Ghar se guzarish hai keh aainda aise nazeba comment ko online karne se gurez karein.
anees javed
Avatar anees javed
Posted 12:10:2006 - 22:15:32:

I have read two drama in your this book so far found extra ordinary work. keep it up.
Saima ilahi sahiba,aap ka bahut bahut shukriya ke aap ko mere drame pasand aaye. aap jaisi ya jaise qaraeen hi kitaabghar.com ki himmat aur hausla hain.
hazar barq gire laakh aandhiyan aayey
woh phool khil ke rahenge jo khilne wale hain
mamnoon
anees javed
SAIMA ILAHI
Avatar SAIMA ILAHI
1 of 3 people found this comment helpful
Posted 09:25:2006 - 21:24:02:

It is not easy to write drama. you did excellent work, while bring social issue through stage drama realize each its reader to see problem in different roles. I have read two drama in your this book so far found extra ordinary work. keep it up.
AFTAB HASNAIN (author)
Avatar AFTAB HASNAIN (author)
#10 - Quote - Permalink
6 of 6 people found this comment helpful
Posted 09:23:2006 - 23:52:58:

Kisi bhi amr ka baghair soche samjhe fauri nateeja nikalna Shaitaan ka amal hai! Anees Javed jaise sanjeeda aadmi se aisi ghair sanjeeda baton ki tawaqqo nahin thi! Kya kuchh nahin keh dala unhon ne! Un ki kitaab, -Abhi Tou Raat Hai- ka pesh lafz main ne likha hai iss liye un ki soch per siwaye afsos zahir karne ke aur kuchh na kehna hi behtar hai!
Haan...A Theatre Goer ko yeh bata dena zaroori samajhta hoon keh drama, -Hoon Vallabh Nathi- Ya -Main Gopal Nahin-, Pravin Solanki ka nahin Dinkar Jani ka likha hua hai aur iss drame aur -Main Aatankwadi Nahin- mein agar kuchh common hai tou woh hai sirf title ka rythm aur shayad climax!

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.