Details

Jo Chalay to JaaN se guzer gaye

Website
Visit Website
Description
Jo Chalay Tou Jaan Se Guzer Gaye is a Social Romantic Novel by Todays very popular female writer Maha Malik. The basic theme of this novel is the human feelings of love, hate, sacrifice, domination and supremacy. Every living person has these qualities and only a true human being can control the bad feelings of anger, hate, domination and supremacy. The novel is based on a different triangle love story, where Ujala and Azar (Cousins) love each other and planning their future live but Shah Alam falls in love-in-first-sight with Ujala and manage to get Ujala against her will and desire. But Shah Alam only can get Ujala-s body not her heart and soul. On other hand, Ujala also has to face a dilemma where she should forget her past love (Azar) and be faithful and sincere to her husband (Shah Alam). Did Shah Alam ever succeed in finding true love of Ujala? Did Ujala prove a faithful and loving wife? Read this amazing novel to find out.
Rating
  • 95.8/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.79/5 based on 33 votes.
Ownership webmaster
Views 103765 views, 21 incoming clicks. Averaging 17 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 21
Related Listings
Similar Listings
Ik Dia Jalae Rakhna
Mere Khaab Raiza Raiza
Pukaar
Zero Blaster
Crack Down
Submission Date 06:17:2007

Comments on Jo Chalay to JaaN se guzer gaye

mishe
Avatar mishe
#221 - Quote - Permalink
Posted 06:24:2007 - 19:38:54:

salam
maine kitaab ghar pay kuch novels paray hain or sab he bohot achay hain lakin iss novel ki to baat he our hay. itna zabardast hay k tareef k liyah ilfaaz nahi hain. itni mohabbat jis say ki jai wo to dunya ki hushnaseeb larki ho gi. iss novel ko maine sirf parha nahi balkay dil ki gahraiyoon say mahsoos kiya hay aisay jasay main iss main doob gai hoon. iss ki cracters k saath hasi or unn k saath roi. main samjati hoon k agar koi kahanai aap ko emotional kar day wo he achi hay. our kya kahoon. kitaab ghar ka sukhriyah adda karna chahoon gi jis nay hamaray liyah say site banai k diyaray ghair main hotay huay bi ham apni pahchan yaad rakhain. thanks a lot. smiling face meri hawaish hay k aap umaira ahmed, shazia ch. kay bi koi novel upload karain yaqeenan sab he pasand karain gay aur maha ji ka bi koi our jaldi say. ham sab ko bachani say intizaar rahay ga. allah kitaab ghar ko din doogni raat choogni taraki naseeb karay (aameen)
sanam
Avatar sanam
#222 - Quote - Permalink
Posted 06:23:2007 - 18:17:20:

Assalam alaikum,
humaari pyari maha ji,
aap ke is novel ki jitni bhi taareef ki jai kam hai. is novel ke kuch episodes to jam mai 12 saal ki thi jab parhi thi (chup kar)
lekin ab kitaab ghar waalon ne itna acha moka dia bohut shukurya aap ka waisay tu ye novel acha tha lekin faisla aalam ke haq mai dena chahiye tha coz zoofi ko mohabbat jo ho gayi thi, lekin phir bhi ye novel bohut hi zabardast tha samajh mai aane waala aur maha ji aap tu meri pasandida writers mai shaamil hai allah aap ko kush rakhain ar aap hamesha aisey hi novels likha kare aue plz zara doosre maslo ki taraf bhi tawajja de. nod
neha
Avatar neha
#223 - Quote - Permalink
Posted 06:22:2007 - 19:16:23:

mindblowing novel. kia wagehe koi shah alam jesa ho ga
Nabila Ashraf
Avatar Nabila Ashraf
#224 - Quote - Permalink
Posted 06:21:2007 - 11:33:30:

main ne abhi novel khatam kia mera khayal he ke ye aik bohat achi koshish he iske acha hone ka saboot yah he ke main ne Roshni ki sari bechani aur beqarari jo woh end main mahsoos karti he shidat se mahsoos ki End kuch udas kar deta he lekin I think is ke alawa koi aur end hota tu shaid woh itna effect na karta Very Good Effort
jian
Avatar jian
#225 - Quote - Permalink
Posted 06:21:2007 - 04:47:53:

disapprovalthis novel is far far away from reality
having nothjing appriciable in it
the novel is a composition of thoughts and nothing else.
kanwal
Avatar kanwal
#226 - Quote - Permalink
Posted 06:19:2007 - 10:55:24:

smiling facesmiling facehmmmmmmmmmmmm amaising ye novel ma pehlay b parr chuki hon but doubara parrny k liye mujy mil nai raha tha thnx alot kitaabghar i have read it again thnx
Maha
Avatar Maha
#227 - Quote - Permalink
Posted 06:18:2007 - 02:34:25:

Assalam_o_likum,
By the way mera naam bhi maha but iam not the writer of this zaberdast novel...grin!! khair any ways Maha Malik jee... Aab mein kiesey kahon yeh novel mujhey kitni achi lagi hain alfaaz hi nahi hain tareef kerney ko... bas mein kitaab ghaar a shukriya ada karna chahoon gi un key is out standing efforts per. Jo itni khubsurat novel hum ko farham ki... In the end I just want to say God bless Maha Malik and God bless Kitaab Ghar!! smiling face
saba aamir
Avatar saba aamir
#228 - Quote - Permalink
Posted 06:17:2007 - 16:50:21:

is novel ki tareef k liye alfaaz nahen mery paas........
Anjsha
Avatar Anjsha
#229 - Quote - Permalink
Posted 06:12:2007 - 09:01:45:

The novel is very good, I have read it before but loved reading it again. I wonder why Bollywood doesn’t make movie on it. lolz

It is a perfect novel, and I know it was meant for a women-s digest, so it had to have some kinda censorship, but I think it should have at least one love scene when it came in the book form. It’s like a complete cup of tea with a little less sugar.



Nida
Avatar Nida
#230 - Quote - Permalink
Posted 06:12:2007 - 00:09:43:

Asslam alaikum,,
Main nay is novel ki buht tareef suni thi magr perha pehli baar kitaab ghar pay main yahan pehlay bhi novels perhti rehti hon magr itna recent novel dekh k tu behud khushi hoi thanks 2 kitaab ghar.
Maha ka novel aajkal main shoa main per rahi hon magr yeh tu apni misaal aap hai itna rona aaya hai k main bata nahi sakti aakhir tak dil kar raha tha aalam shah aik baar apni mohabbat ka iqrar sun lay behud khoobsoorat zaberdast!

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.