Details

TaieN TaieN Fish

Website
Visit Website
Description
TaieN TaieN Fish is the 1st humourous funny novel of urdu literature written by famous urdu humour figure Gul Naukhaiz Akhtar who has written many comedy plays and scripts for Pakistan Television (PTV), GEO & ARY. He is also a serious writer, poet, journalist and columnist. He has over 9 books on his credit, most of them are collection of humour and stire articles written time to time on different magazines and web sites. The names of his books are: No Khezian, Don't worry, shararti, taien taien fish, chhari (short stories), ankhain ghazal hain aap ki (ghazliat), talisma (novel). Taien Taien Fish is his most famous work of humour and received overwhelming response of urdu readers from all over the world. His book Chharji has won an award
Rating
  • 92/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.6/5 based on 58 votes.
Ownership webmaster
Views 60389 views, 10 incoming clicks. Averaging 13 views and 0 incoming clicks per day.
Incoming Clicks 10
Similar Listings
Layari King
Pukaar
Crack Down
Purisrar Cheekhain
Aawargi
Submission Date 12:30:2011

Comments on TaieN TaieN Fish

Asmaa
Avatar Asmaa
#31 - Quote - Permalink
Posted 07:22:2010 - 03:01:38:

Iam sorry to say novel bilkul bhi acha nahin tha. kisi theatre ke play ya phir poorani indian comedy movie wo bhi third class ka mixture tha. Writer ko abhi or reading ki zaroorat hai nake likhne ki confused
bushra ibrahim
Avatar bushra ibrahim
#32 - Quote - Permalink
Taien Taien fish
Posted 07:21:2010 - 16:20:41:

what a great novel ,,i wish k mai apni tmam dosto ko ye novel gift kronod
asif saleem
Avatar asif saleem
#33 - Quote - Permalink
Posted 07:20:2010 - 13:07:48:

novel aik buhat hi achi kitab he jisy parh kr besakhta hasne ko dil chahta he
meerabkhan
Avatar meerabkhan
#34 - Quote - Permalink
Posted 07:06:2010 - 09:26:18:

Novel prh k aesa laga k koi double roll ki movi dekh k likha gaya ho, mazah aesa ho jo lagy. fehmi k baap ki english perh k or bura laga koi itna ameer kabeer shaks ho or us koi eng bikul ult ye kesy mmkin hi, un ka mazah kis or tareeqy sy dikhaya ja sakta hai
bilkul 3rd class novel haimad
khurram sheikh
Avatar khurram sheikh
#35 - Quote - Permalink
Posted 07:04:2010 - 02:00:33:

very nicy novel es phely estarh ka fuuny novel main ne kabhi nahi parhagringringrin
PQ shah
Avatar PQ shah
#36 - Quote - Permalink
Posted 07:02:2010 - 11:45:03:

salaam main ne bohot si khitabain padhi lekin es se acha or behtarin mazahiya novel nahi padha yaqinan gul sahib ke alam main jadu hain .{semicolon})
zano baba
Avatar zano baba
#37 - Quote - Permalink
tabsara
Posted 06:27:2010 - 01:49:40:

hamary khial se musanif aur digar ahbab ne shafiqurrahman.kanhiya lal kapoor.ibn insha.yusfi wagayra ko kabhi nahi parha hai.mizah talwar ki dhar hai.agar zara sa musannif dagmagaya to phakkar pan k zamry main aa jata hai.kai tabsara main parha k hasty hasty pet main bal par gay lekin mujhy to muskrahat bhi nahi aai.agar esi ko mizah kahty hain to yusfi sahab ko doob marna chaiy.ibn insha ko khudkashi karna chaiy.ab meri samjh main aaya k ibn insh kion marr gay shayed un ko ahsas ho gaya tha k aisy mizha ko log pasnd karny waly hain.writer ko phir se mashwara hai k wo achhy mizah nigaron ko parhy.kam se kam Dr but ko hi parh ly.moin qureshi hi ko parh le.
sadaf munir
Avatar sadaf munir
#38 - Quote - Permalink
what a novil
Posted 06:22:2010 - 19:42:31:

khuda ki qasam main nay aaj tak aisa lajawab novil nahi parha...wah wah ..wah wah...pagal kar dainay wala novil hai...nokhez sahib bohat kamal ka likhtay hain...best wishes

mion khan
Avatar mion khan
#39 - Quote - Permalink
Posted 06:10:2010 - 16:27:18:

Tain Tain Fish: Gul NoKhaiz Akhter sahab ne is kitab main bahot se logaon ke bare main bata ya hai jo aaj kal ke halath hain in halath ko made nazer rekhtehowe nokhaiz sahab ne her kirdar ki qaseyeth bataihai garebon ki garebi ameron ki ameri achchon ki achchai boron ki borai her tarha se is novel main maein izhar kiya hai ki police ke mehkume min achchloge bhi hai our bore ameron min bhi garebon min bahi achche or bore log hain amrica jaker aane walon ka hall achchor bora muqteser ye ke nokkhaiz sahab ne is novel main muashere ke tamaam halat ko bade achche andaz min bayan kiya hai mire qayal me yanawel bade sabeq amooz hai
webmaster
Junior Member
Avatar

Usergroup: admin
Joined: Nov 16, 2004

Total Listings: 544
Total Comments: 28
#40 - Quote - Permalink
Posted 04:19:2010 - 18:03:13:

Ilyaas Uncle, Allah aap ko achhi sahat or lambi zindagi ataa karay. Naukhaiz ka yeh novel waqa'ie lajawab hay... One of the best novels of urdu language with its unique theme...

ilyaas wrote:
main cancer ka mareez hon aur aakhri stage par hon...meray baiton nay mujhay hospital main yeh novil laptop per khool kar dia...khuda khush rakhay nokhaiz baitay ko....main 2 saal main pehli dafa itna hansa hon keh moot ka khoof bhi nahi raha. pata nahi dobara mail likh sakon ga ya nahi laikin itna zaror kahon ga keh qyamat kay rooz nokaiz ko selute zaror karon ga. sab say darkhast hai keh meri bakhsish kay liay dua karain.Allah sab ko is moozi marz saay bachay.aameen. khuda hafiz.

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.