Details

Samurala

Website
Visit Website
Description
Samurala by Khalid Habib is a Mystry Suspense Thriller Novel on Ancient Egypt's Never Dying Love, beautifully written and published in very popular urdu digest years ago. Samurala Novel is based on a story that started in Ancient Egypt but ended in Modern Times. Samurala and Ramoosh were two innocent persons who were trapped and used by cunning Ra'Aman. Shahzad is a Modern Day Sculpturer (Stone Carver / Statue Maker) who modeled many master pieces of stone carved statues, except one, he could not complete. That statue was of a faceless woman and it was linked with the Ancient Egypt Love Story. He wanted to finish this statue but some forces were stopping him and created troubles for him. Dr. Ismail Burhan who tried to solve this mystery for Shahzad but dark forces gave him fierce death. Who was Samurala? Who was Ramoosh? Who Was Ra'Aman? What was the Mystery of Headless Statue of a Woman? Read this Novel Samurala to find these answers.
We hope, kitaabghar.com readers will like this Mystery Suspense and Thriller Novel.
Rating
  • 66/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
3.3/5 based on 10 votes.
Ownership webmaster
Tags , ,
Views 29849 views, 0 incoming clicks. Averaging 7 views and 0 incoming clicks per day.
Submission Date 05:27:2012

Comments on Samurala

GhazalN
Junior Member
Avatar

Usergroup: member
Joined: Nov 26, 2014
Location: Lahore

Total Listings: 0
Total Comments: 12
Avatar GhazalN
Posted 02:29:2016 - 09:45:55:

sirf ye kafi nhi tha k us ny kisi qadeem rooh se ilm hasil kia.ye sb kuch Shahzad ko krna chahye tha.or jis maqsad k liye sadiyon se soey rahay wo bhi thek nhi tha.syaano se aisay mashwray krnay thy to ye usi waqt ho skta tha is k bajaey kch or hona chahye tha kahani ka start acha or diff tha mgr phr bht ajeeb story kr de or end to bht jaldi main kia gya.behrhal Khalid sb ny mehnat ki likhnay ka andaz acha hai.umeed hai agay bhi in k novels parhnay ko miltay rahain gay
Allah Hafiz
GhazalN
Junior Member
Avatar

Usergroup: member
Joined: Nov 26, 2014
Location: Lahore

Total Listings: 0
Total Comments: 12
Avatar GhazalN
Posted 02:29:2016 - 09:45:27:

A.O.A. kesay hain sab.Samurala parha start bht acha tha mgr agay ajeeb story kr de Nazli or Gachia ka part bilkul fazool tha is k bajaey stroy se related he kuch mysterious dala ja skta tha Nudrat k sath aisi ghatiya harkat or us ka agli subah he maan jana.us ka pakiza pyar achanak ghtiya ho gya.bilkul ghair fitri tha..phr Shehzad ka aik dum sirf lums k faraib se sudher jana, ye pehlay bhi ho skta tha.Prof.Shahab ka sb kuch khud he kr lena or us ki maloomaat ka koi zrya na btana bhi taal matol laga
Sadia Razzaq
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Jan 17, 2014

Total Listings: 0
Total Comments: 2
Posted 02:19:2014 - 16:40:15:

Its an amazing novel, i simply say thank u kitab ghar
Kashif Mahar
Avatar Kashif Mahar
Posted 10:28:2012 - 02:47:21:

Well Ye Kehna Ke Writer Tharki Hai To Mere Bhaiyo Kya Aap Log Khas Kar Faheem Sahab Aap Dodh Ke Dhuley Ho? Kya Aap Apni Aankho Per Siyah Chashma Laga Ke Ghomtey Ho?? Nahin Balkey Jahan Kahin Kisi Larki Ko Dekha Wahin Raal Tapkana Start Ho Gaya Tum Jaise Kam Zarf Logon Ka. In Last Thanks KitabGhar To Provide Such Urdu Novels Online.

Regards To Writer And Kitaab Ghar
Ansa
Avatar Ansa
Posted 10:14:2012 - 02:33:40:

Salam,I love kitaab ghar ,iss website ne tu meri tishnagi aur bhara di hae aur jab tak mei pora novel na khtam ker loon chein nahi aata..

Kitaab ghar ki sari team k leay dili dua aur JazakALLAH k wo ham kutub beeni k shooqeen insaano ki dua samait rahy hein.
aur ham wo jo books ki high prices ki waja sy khareed nahi sakty unn k leay tu kitaab ghar sy behtreen kuch nahi internet ki duniya mein.

shukria kitaabghar.
Mohammad Nazeer
Avatar Mohammad Nazeer
Posted 07:11:2012 - 23:39:04:

kahani buhat achi hai kahani parnay ke duran me khud tak ko bhuool gaya.
ayesha
Avatar ayesha
Posted 06:17:2012 - 13:15:05:

ek dam bakwas.writer don't have any idea.total time waste.agar kahani asi hi likhni hai tau koi b writer ban sakta hai.
fahim
Avatar fahim
ghatiaa story
Posted 06:11:2012 - 01:34:09:

pata nahee jo shakhsh be is tara ki story likhtaa hai wo intahaai tharki kisam ka kyoon hota hai koi be aisi story likhnay wala khood ye kyoon nahee sochta muslims har aik chees kay against quwat rakhtay hain eemaan ki quwat ye tharki log apnay kameeay pan ko paper par likh kar story ka naam kyoon day daitay hain
Reader
Avatar Reader
Posted 06:08:2012 - 18:06:42:

Story can be written without dirty stuff of illicit acts of the main character
altaf HUSSAIN
Avatar altaf HUSSAIN
#10 - Quote - Permalink
Posted 06:05:2012 - 20:49:08:

NICE , kHALID bHAI BHUT KHOBSOORAT STORY HAY KHAS KR IS KA THE END BHUT SHAANDAAR HAY, MERAY KHAYAL MAIN IS STORY KI AAM AADMI KO SAMJH NHI AAYE GI, BUT SAMJHNY WALON K LIYE BHUT HI UMDAA KHANI HAY,

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.