Details

Wapsi (Saga)

Website
Visit Website
Description
Waapsi by Mohiuddin Nawab is an Action Adventure Suspense Saga serialized earlier in Monthly Suspense Digest and got very popular. Mohiuddin Nawab needs no introduction. He is a legendary urdu story writer with more than a half century of writing career. Wapsi is now published by Ilm o Irfan Publishers Lahore and available in Book Form. Its a story of man who had amazing GOD gifted abilities like super strength, sight and hearing. Other strange thing happend to him, he lost his 70 years of age. He slept in 1936 and woke up in 2006. Kitaabghar.com is presenting this heroic tale in episodes. We believe, our readers and Mohiuddin Nawab fans will like this presentation.
Rating
  • 84/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.2/5 based on 5 votes.
Ownership webmaster
Tags , ,
Views 91882 views, 0 incoming clicks. Averaging 21 views and 0 incoming clicks per day.
Submission Date 02:10:2012

Comments on Wapsi (Saga)

abid india
Avatar abid india
#51 - Quote - Permalink
Posted 02:22:2012 - 15:41:53:

dilchasp hai ....nawab bhai ki baat hi kuch aur hai .....agli qist ka intezar rahega ........thanks kitabghar
Sumair
Avatar Sumair
#52 - Quote - Permalink
Posted 02:21:2012 - 01:26:17:

wah writer g dil khushhhhhhhhhhhh kardia apke haath chomne ko dil karta hai shandaaaaaaaaaaaaaaaar part 1 congratssss writer g Allah apko or himmat de or acha likhne ki aameeen thanksssssssss alsooo kitaabgharrrrrrr grin love u both
syed sarim ali
New
Avatar

Usergroup: member
Joined: Feb 20, 2012
Location: karachi

Total Listings: 0
Total Comments: 1
#53 - Quote - Permalink
Posted 02:20:2012 - 22:18:13:

agar ap is novel ko parhen to ye bat zehen(mind) mai rakkhega k is novel mai kai batien ghair islami hain maslan buzurg ghazi ka nikah do(2) gawaho k bagher parhate hain jabke nikah mai 2 gawaho ka hona zaruri hay,,ghazi ko behkaane keliye raja ik aurat bhejta hy aur ghazi usko so called haram kam k paise dilane keliye badnami accept krta hay aur is chiz ko novel mai naiki kaha gaya hay jabke kisi ko haram chiz ki ujrat dilwana naiki nai....balke naiki ye thi k ghazi us aurat ko kehta ye haram kam chorkar achi rah apnao mehnat kro jaise hazaro aurtein krti hain...ghazi k jisam mai buzurg ka dakhil hona ya unke jisam mai ghazi ka dakhil hona ye bhi ghalat hy kiu k koi insan dusre insan k jisam mai dakhil nai hosakta..ik insan ki rooh dusre insan k jisam mai dakhil nai hosakti..ik insan ki rooh dusre insan k jisam mai dakhil hone ka aqida hindu aqida hay islamic nai,agar koi non muslim Islam qabool krna chahe to usko foran Islam mai dakhil karna farz hay ,ghusul waghera bad mai karwaya jayega lekin is novel mai buzurg kehte hain pehle ghusul karke ajao phr hindu larki ko kalima parhate hain so kai batien is novel mai ghair islami hain ,ghalat hain.novel parhkar gumrah na hojana...agar novel parhna hay to yad rakhna k ghalat batien bhi hain ismai...
Shahzad
Avatar Shahzad
#54 - Quote - Permalink
Posted 02:16:2012 - 14:37:31:

Very good written novel, congratulate to writer and Kitaabghar, wating next part....

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.