Details

Bachpan Ka December

Website
Visit Website
Description <br>Bachpan Ka December is a very beautiful coming of age style Novel on strong ties of Childhood Love by Hashim Nadeem Khan. This is a story of a child Adde who was in love with a girl elder than him having a status higher than Adde. Its a quite different story, written in very impressive way, related to childhood with very innocent memories as well as coming of age experiences and feelings. This is his second novel which depicts human feelings and emotions in a unique way. In this novel he shows the strong ties of love adorned with a colorful title this novel is a gift for readers.

Hashim Nadeem Khan is a Well known & Skillful writer who became hugely popular in a short span of time. He belongs to Balochistan and a great drama writer and a novel writer. He has complete grip over expressing human feeling of love, desire, patience and so on. His work is widely admired by critics as well as the readers. He also produced 27 Telefilms & 11 Drama Serial as 1st private producer among four of them have won different awards, in which he was also writer and director. Basically associated with civil service but due to his unique style of narration; now widely recognised as a successful Novelist. He has been also awarded with the Bolan Award for the best drama serial ( PTV ) for his serial 'Sipaahee'.
Rating
  • 98.8/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.94/5 based on 16 votes.
Ownership webmaster
Tags , ,
Views 71458 views, 0 incoming clicks. Averaging 14 views and 0 incoming clicks per day.
Submission Date 08:11:2010

Comments on Bachpan Ka December

kasahif
Avatar kasahif
#61 - Quote - Permalink
Posted 08:21:2011 - 17:23:52:

AoA
I think its a Ture Story,jis ko nadeem sahab ne apne khubsurat alfaz se noval ka naam diya ha.waqai is ko phar ka apna bachpan yad a gaya.
komal qazi
Avatar komal qazi
#62 - Quote - Permalink
asslam-o-alikum
Posted 08:21:2011 - 05:19:08:

i love the bachpan ka december becoz ye insan ko zindagi ki talah haqeeqaton se aga karna ka aik zaria hai cadiet ibad [admi] k charctar se hamey ye pata chalta hai k hum jis ko chahy pyar karen khaw wo hamry parents ho ya bahan bai ho to us ki khushi k liy apni sari khushian nichawer kar dain , wajo api k charctar se hamey pata chalta hai k hamain har ek dil main jaga paida karna chahia ,tahir bai k charectar se hamain pata chalta hai k humain har ek k kam karne chahi aur zarort k waqat har ek ki madad karni chahai aur dosoron ki izat ki hater apni bari se bari khushi nichawer karni chahai aur bure logon k halaf larty larty apni jan tak dani chahi , is tara is novel k har ek charactar main koi na koi sabaq zaror hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, i most engoy the cadiet college life of cadiet ibad , & the pertty mahala of this noval ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,I therefore most like this novel becoz main bi cadit ibad ki tara 9th standard main pennell high school jana chahti thi lakin logon k sabz bagh k chahey kuch ho jaya mugewy adsmission zaror mili gi lakin is k bad mugeh ek duffer aur pagal khane type k school main dahal kar dia kiya giya . by the way koi mujeh bata sakta hai k is novel main sab se ziyda mazlum kon hai.THANKYOU
Idrees
Avatar Idrees
#63 - Quote - Permalink
great novel
Posted 08:16:2011 - 13:02:30:

Realy a heart touch story is this.am sure tha person who will study this novel he cantbe forget it in his lifeeeeeeee
kashif
Avatar kashif
#64 - Quote - Permalink
Asslam-o-alaikum
Posted 07:30:2011 - 01:55:18:

yeh novel to mera most favrt novel hai......
sach baat to yeh hai ke iss ko parhtay hue kai baar dil ki dharkainnai betartib huin,kai baar aisa lga jaisa ke dil ke dharkan he ruk jaye gi.......
sach main mjhe zindagi main kabhi kisi novel ko parhtay hue aisa nhi laga jaisa jaisay iss ko parhtay hue laga..........aisa lga jaisa ka dil ki kasak ko writer ne page pe muntakil kia ho aur lga ke jaise apne bachpan ke din phir se lot aye,,,maan ki daantaur phr pyar karna..bhai ke drana aur father se dar ke tv daikhne jana.......sab aisa laga ke hamara he bachpn phr se lot aya ho.............so beautiful story,and charactr as well as...aur ssb se barh kar aadi aur uske dost aur phr Bajjo aapi ........i love ths story ...
i wish ke hashim nadeem aise aur bhi novels likhainnnnnn
nasreen
Avatar nasreen
#65 - Quote - Permalink
Posted 07:06:2011 - 05:58:07:

ek bohat pyara novel hay yey hashim nadeem ke pehlee book parhee jo ke behtreen hay
Mohammed
Avatar Mohammed
#66 - Quote - Permalink
BAHUT HI ACHA NAVEL
Posted 07:03:2011 - 22:28:58:

ASSLAMUALAIKUM<
sir aap ka novel padha aur aisa lag raha tha ki main hi is novel ka aadi hoon,
poora novel bahut acha tha aur aap ne lafzoon ka istemal bahut hi ache tareeqe se kiya, lekin ek shikayat hai ki aakhir main aadi ko uski mehbooba milni chahiye thi,

aap ka ek ...
tasawar hussain
Avatar tasawar hussain
#67 - Quote - Permalink
Posted 07:02:2011 - 18:49:12:

is novel ko read kertay hoy na jane kitni bar meri ankhon se aansoon nikle, kitni bar me apne bachpn ki yaddon me gya...........suppppprb novelllll
muzaina saif
Avatar muzaina saif
#68 - Quote - Permalink
Posted 06:29:2011 - 18:04:01:

HASHIM SAHIB ap apny qareen ko gham ki intiha per pohncha dete hen plz plz plz plz apny qalam ko apny qaboo men rakha kren....
otherwise it is the best novel in kitab ghar.......
sami saadi
Avatar sami saadi
#69 - Quote - Permalink
Posted 06:29:2011 - 17:51:11:

shockedwaaawo great!!!!!!!! Urdu literature hasn't got such wonderful work. you can find out a few great books .but they can be counted on fingrs i.e shahab nama books of mumtaz mufti raja ghid by bano qudsia and novels by naseem hijaazi.but hashimi sb has got some thing very special which has enabled him to produce such books. we hope and pray that he will keep on producing things

wajiha
Avatar wajiha
#70 - Quote - Permalink
Posted 06:09:2011 - 15:45:15:

salam aap ka novel bhut acha he,alfaaz ka chunaoo behtreen tha aur parhte waqt laga jese ma bhe wahan mojud hon khaas tour pe passing out prade per........... log kehte hen novel me fantasy hote he reality nahe,ma bhe yahe smjte the per parh kr pata chala ke yahe he zindagi ka krwa such..........

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.