Details

Bachpan Ka December

Website
Visit Website
Description <br>Bachpan Ka December is a very beautiful coming of age style Novel on strong ties of Childhood Love by Hashim Nadeem Khan. This is a story of a child Adde who was in love with a girl elder than him having a status higher than Adde. Its a quite different story, written in very impressive way, related to childhood with very innocent memories as well as coming of age experiences and feelings. This is his second novel which depicts human feelings and emotions in a unique way. In this novel he shows the strong ties of love adorned with a colorful title this novel is a gift for readers.

Hashim Nadeem Khan is a Well known & Skillful writer who became hugely popular in a short span of time. He belongs to Balochistan and a great drama writer and a novel writer. He has complete grip over expressing human feeling of love, desire, patience and so on. His work is widely admired by critics as well as the readers. He also produced 27 Telefilms & 11 Drama Serial as 1st private producer among four of them have won different awards, in which he was also writer and director. Basically associated with civil service but due to his unique style of narration; now widely recognised as a successful Novelist. He has been also awarded with the Bolan Award for the best drama serial ( PTV ) for his serial 'Sipaahee'.
Rating
  • 98.8/5
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
4.94/5 based on 16 votes.
Ownership webmaster
Tags , ,
Views 71454 views, 0 incoming clicks. Averaging 14 views and 0 incoming clicks per day.
Submission Date 08:11:2010

Comments on Bachpan Ka December

Shahid Iqbal
Avatar Shahid Iqbal
#41 - Quote - Permalink
Posted 05:24:2012 - 12:58:23:

Last pa wajo ko adi ka hona cahye tha. Us ny boht bura kiya tha rehan sab ka rishta accept kar k. Es baat par muje kafi jalan mehsos hui thi aur mera dil rony ko kar raha tha lekin ansu to pehly hi nikal rahy thy.

Agar ma adi ki jaga hota to shayad kya karta????/ par afsos ata ha adi pay jis waju k naam us ny pori zindgi ki khusyan kar bad my wo b us k jazbat ko samaj na saki. But hona yehi cahye tha k waju ko adi ka naam select karna chye tha.

agar kisi ko b mery es nazreye sy shikwa ha to muje es id par reply kary (mrshahzad78@yahoo.com)

Thanks!!!
Shahid Iqbal
Avatar Shahid Iqbal
#42 - Quote - Permalink
Posted 05:24:2012 - 12:49:25:

I am 23 years old. Muje buchpun sy he novel parhny ka bohat shok tha mostly love stories. Aur jo kahani muje achi lagti thi ma us ko apny pas mehfoz kar lety tha. Magar shayad kismat k b ajeeb he kheel howa karty haan. Aur ek waqat wo b aya k ma ny Novel ko makaml tor par parhna he chor diya. Aur apny pas rakhy huwy tamam novel b jala diye.

Lakin aaj yeh story parh kar muje phir sy wohi ehsas howa jo us din adi ko howa ho ga. jany kyu ma apny aap ko adi ki jaga mehsos karta hn......,,,,,,,,, Aur wohi aag mery andar b jal rahi ha jo shayad kitny dino tak jalti rahy gi. Es kisam ki story parh kar muje afsos b hota ha k ma ny yeh story kyu parh li ha. Kyu k muj sy kisi ka dukh bardasht nai hot.... Aur jany es story ko party howa mery kitny ansu nikly hann jo ma byan nahi kar sakta.

Thank you very much Mr. Hashim Nadeem.
Agar kisi aur k pas koi achi si love story ya phir ko love story ka link ha to please muje send kar dena. Ma aap ka boht shukar guzar rahu ga. mera e-mail id (mrshahzad78@yahoo.com) muje intzar rahy ga.
Shahid Iqbal
Avatar Shahid Iqbal
#43 - Quote - Permalink
Posted 05:22:2012 - 11:58:40:

Thank you very much Mr Nadeem Hashim sahab for writing this novel.

Aap ki novel parh kar muje yeh ehsas howa ha k hamary jesi feeling rakhny wala b koi ha. Aur sab sy zyada khushi to es baat ki ha k wo ek writer ha. Thanks again Mr. Nadeem.

Regrads,
SHAHID IQBAL
Muhammad Khan
Avatar Muhammad Khan
#44 - Quote - Permalink
Posted 05:06:2012 - 13:43:01:

Maine kabhi novels nahi parhi thi , lekin meri cousin ke kehne par maine ye novel parhi aur ye kitab maine 10 dino mein poori ki phir to mujhe Novels se lagao ho gaya aur mujhe yaqin nahi ho raha tha ke Insan ke jazbat itne kadar is kitab mien ho sakte hain ab main "Ekk Mohabbat Aur Sahi" Parh raha Hoon Aur Next Abdullah Parhoon ga ,, Hashim Bhai Aap ko Bohat Shukria kyun ke maine Kafi kuch seekha hai Aap ki is Novel se
fizza batool
Avatar fizza batool
#45 - Quote - Permalink
Posted 04:28:2012 - 13:09:13:

hashim nadeem kay me ne 3 novel paray hain kia bat hai in ki amaaaaaaaaaaazing,exceeeeeeeeeeeelent alfaz nahi hain tareef kay lie.abduullah,khuda or muhabt,bachpan ka december tino me 1 bar rona zror a jata hai chahe jitna marzi control karo. han last pe aadi ko wajo se mila dena chahie tha.last pe aadi ki halt pe to ansu nikal aye.
mujtaba madni
Avatar mujtaba madni
#46 - Quote - Permalink
Posted 04:16:2012 - 22:09:19:

out standing novel which i read in my life
waseem
Avatar waseem
#47 - Quote - Permalink
Posted 03:19:2012 - 15:59:48:

bohot bohot bohot achi kahani hy akhri lamhon me Ankhain palak jhapkana our dil dharhakna bhool gya tha,,Anso palkon ki Barh taly jama hoy phir kab chalky Maloom hi nahi hoa ,,
par meri hashim Nadeem sahab 1 hi Arz hy ke khuda ra agli kisi kahani me kisi Wajho ko us ke Adi se juda na kary,,,Fee Aman Allah
Sadia Parveen
Avatar Sadia Parveen
#48 - Quote - Permalink
Posted 03:08:2012 - 17:44:34:

Bohat Bohat Bohat acha novel hai
ye 1 pakeza to sachy jazbat ki kahani hai.Hashim Nadeem Sahab ne sachy jazbat ko bohat achy tarky se kalam band ki hai.i like this novel very much.
but 2 batain kuch thek nahi lagi
1. jb baraf de statchu banaty thy or Raja ki toy gun us k hath main pakraty thy or us se log dar jaty thy .....ye kuch unbeleive able bat lagti hai
2. jis dor ki ye story Nadeem Hashim sb ne bayan ki hai kia tb davdas ki kahani ho gi ...es main kuch confusion hai
any ways it is an awsum novel
adnan saleem
Avatar adnan saleem
#49 - Quote - Permalink
Posted 03:04:2012 - 22:06:21:

slam ev 1..

bachpan ka december meri zindagi ka pehla novel he.is se pehlay me samjhta tha k ye novel type ki chezain larkion k parhny ki chezain hoti he.lakin ye parh k mujhy ehsas hoa k me ghalat tha .is novel k parhny k bd insan apny ap me bht se tabdeelion ko mehsoos krta he..fantastic work by write mr hashim nadeem.urdu adab me apki khidmaat ko kabhi bhulaya nai ja sakta..keep doin such tramendous work.god always bless u.smiling face
umar sattar
Avatar umar sattar
#50 - Quote - Permalink
Posted 03:01:2012 - 16:38:13:

A.O.A, friends....

is novel k bary main kia kahun, alfaaz nai mil rahy.
maine hashim sb k or b novel parhy, ABDULLAH, TAKRAO, amazing writer..
Hat's Off to Hashim Nadeem..
maine ye novel apny office main baith k parha, or main kai dafa main roya b, mates ny mera mazaq b uraya.
kutch is sy milta julta qisaa mera b hai, kai jaga to maine AADDI ki jaga khud ko b feel kia,
great novel, full of feelings, really thanks to Hashim for such a good thinking.
and i relly miss some1 very special for me..

Sorry, you don't have permission to post comments. Log in, or register if you haven't yet.

Please login or register.